Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMaiyya Yashoda (Jamuna Mix)
HomeMaiyya Yashoda (Jamuna Mix)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


maikade band karen laakh zamaane waale maikade band karen laakh zamaane waale shehar mein kam nahin aankhon se peelane waale maikade band karen laakh zamaane waale shehar mein kam nahin aankhon se peelane waale maikade band karen laakh zamaane waale kaash mujh ko bhi laga le tu kabhi seene se kaash mujh ko bhi laga le tu kabhi seene se meri tasveer ko seene se lagaane waale maikade band karen laakh zamaane waale hum yakeen aap ke waade pe bhala kaise karen hum yakeen aap ke waade pe bhala kaise karen aap hargiz nahin hain waada nibhane waale maikade band karen laakh zamaane waale apne aibon pe nazar jin ki nahin hoti hai apne aibon pe nazar jin ki nahin hoti hai aaina unn ko dikhate hain zamaane waale maikade band karen laakh zamaane waale shehar mein kam nahin aankhon se peelane waale maikade band karen laakh zamaane waale
mast aankhon mein mast aankhon mein sharaarat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi yun hi sharmaane ki aadat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi hoooo ooooo ooooo koi bijli hai ke nas nas mein jo lehraati hai mujhe kya jaane kahaan le ke udi jaati hai mujhe kya jaane kahaan le ke udi jaati hai shokh angdaayi qayaamat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi dil dhadakta hai to chehre pe nikhaar aata hai wo to wo hai mujhe apne pe pyaar aata hai wo to wo hai mujhe apne pe pyaar aata hai jaisi ab hai meri haalat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi hoooo ooooo ooooo behki behki huyi nazron ka salaam aata hai dil e betaab thehar unka paiyaam aata hai dil e betaab thehar unka paiyaam aata hai hai jo ab mujh pe inaayat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi mast aankhon mein mast aankhon mein sharaarat kabhi aisi to na thi
huu huu huu mast baharon ka main aashiq main jo chahe yaar karun chahe gulon ke saye se khelun chahe kali se pyar karun hun sara jahan mere liye mere liye hun mast baharon ka main aashiq main jo chahe yaar karun chahe gulon ke saye se khelun chahe kali se pyar karun hun sara jahan hai mere liye mere liye main hun wo diwana jiske sab diwane han main hun wo diwana jiske sab diwane han kisko hai zarurat teri aye zamane han mera apna rasta duniyan se kya vasta mere dil mein tamannaaon ki duniyan jahan mere liye mere liye huu mast baharon ka main aashiq main jo chahe yaar karun chahe gulon ke saye se khelun chahe kali se pyar karun sara jahan mere liye mere liye meri aankhon se zara aankhen to mila de han meri aankhon se zara aankhen to mila de han meri rahen rok le nazren to bichade han teri sar ki hai kasam main jo chala gaya sanam to ye rut bhi chali jayegi ye to yahan hai mere liye mere liye huu mast baharon ka main aashiq main jo chahe yaar karun chahe gulon ke
mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai masti ki barsaat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai masti ki barsaat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai dil ki basti viraan hai tu man ke meet kahaan hai meri duniya aaj jawaan hai bechain papihe ke honthon par mere dil ki baat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai masti ki barsaat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai ye rut ye rangeela mausam aur birha mein tadpen hum kyun bichhad gaye ho baalam nazar mila kar nazar chura le ye bhi koi baat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai masti ki barsaat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai aaja ab dil toot na jaaye sabar ka daaman chhoot na jaaye kismat humse rooth na jaaye preet ka rog lagaane waale laaj tere haath hai preet ka rog lagaane waale laaj tere haath hai
mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale ishq mein jo dete hain jaan hum hain wohi matwaale mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale ishq mein jo dete hain jaan hum hain wohi matwaale dekha ye husn jab se mera dil hi kho gaya hai mere dost poochhaten hain kya tumko ho gaya hai dekha ye husn jab se mera dil hi kho gaya hai mere dost poochhaten hain kya tumko ho gaya hai mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale ishq mein jo dete hain jaan hum hain wohi matwaale gairon se hans ke baaten hum se nazar churaana mujhe maar hi naa daale tera rukh ye qaatilaana gairon se hans ke baaten hum se nazar churaana mujhe maar hi naa daale tera rukh ye qaatilaana mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale teri ek nazar pe zaalim kismat kaa faislaa hai jeene ki aarzoo hai marne kaa haunsala hai mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale ishq mein jo dete hain jaan hum hain wohi matwaale
mast pawan dole re dole re dole re mast pawan dole re dole re dole re mora jiya uda jaaye jaise barkha mein mor lehraaye haaay mast pawan dole re dole re dole re ae ae ae ae dole pawan aur odhaniya udaaye dole pawan aur odhaniya udaaye odhaniya sambhaalun to ghunghat uthaaye ghunghat bachaaun to aanchal giraaye dole pawan aur odhaniya udaaye kahaan jaake chhupe haaye mora jiya uda jaaye haaye mast pawan dole re dole re dole re ae ae ae ae jhonka jo aaye to jiya mora sanke jhonka jo aaye to jiya mora sanke paayal kare shor bichhua bhi chhanke khole na bairi ye bhed kahin mann ke jhonka jo aaye to jiya mora sanke isse koi samjhaye mora jiya uda jaaye haaye mast pawan dole re dole re dole re ae ae ae ae chun chun ke madhuban se kaliyaan main laayi chun chun ke madhuban se kaliyaan main laayi naam unka le le ke bindiya lagaayi kesar mein tori chunriya rangaayi chun chun ke madhuban se kaliyaan main laayi koi pee ka sandesha laaye mora jiya uda jaaye haaye mast pawan
ooo oo oo oo oo oo oo oo oo oo ooo oo oo oo oo oo oo oo mast pawan hai chanchal dhaara mast pawan hai chanchal dhaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara aaj sama hai kitna pyaara aa aa aaa aa aaj sama hai kitna pyaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara man mein hain bechain umangein jaise moujen saagar ki man mein hain bechain umangein jaise moujen saagar ki dena mujhko aur sahaara dena mujhko aur sahaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara meet bina jeevan beete na raah kate bin saathi ke ooooooo meet bina jeevan beete na raah kate bin saathi ke raah kate bin saathi ke dhoond rahi hoon koi kinaara dhoond rahi hoon koi kinaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara aaj sama hai kitna pyaara aa aa aaa aa aaj sama hai kitna pyaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara
masti aur jawaani ho umar badi mastaani ho aur dil mein beimaani ho to phir pyaar bhi hoga bilkul ikraar bhi hoga bilkul didaar bhi hoga aji bilkul masti aur jawaani ho umar badi mastaani ho aur dil mein beimaani ho to phir pyaar bhi hoga bilkul ikraar bhi hoga bilkul didaar bhi hoga bilkul jab anjaan mohabbat ka dil mein ho armaan chhupa jab anjaan mohabbat ka dil mein ho armaan chhupa idhar bhi ho tufaan chhupa udhar bhi ho tufaan chhupa tanhayi ka aalam ho waqt bada hi zaalam ho paas mein koi baalam ho to phir pyaar bhi hoga bilkul ikraar bhi hoga bilkul didaar bhi hoga bilkul masti aur jawaani ho ho umar badi mastaani ho ho aur dil mein beimaani ho to phir pyaar bhi hoga bilkul ikraar bhi hoga bilkul didaar bhi hoga bilkul dhadkan jab khamosh rahe sehma sehma josh rahe dhadkan jab khamosh rahe sehma sehma josh rahe nashe se palken bhari bhari madhoshi mein hosh rahe husn pe ek qayamat ho nakhra naaz nazaqat ho aankhon mein ek dawat ho to phir pyaar bhi hoga
masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa neelee aankh milaa lo jee dil mein aaj chhupaa lo jee neelee aankh milaa lo jee dil mein aaj chhupaa lo jee baahon mein baanhe daalo jee gir na jaaye sambhaalo jee bheegi hawaaon mein aisi fizaaon mein hosh mujhe hai kahaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa pyaar se pyaar sajaaye chal mann ki pyaas bujhaaye chal pyaar se pyaar sajaaye chal mann ki pyaas bujhaaye chal pyaar ka raag sunaaye chal dil ka saaz bajaaye chal panchhi bhi gaayenge sab ko sunaayenge teri meri daastaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa
oooo hoooo hooo oooo hoooo hooo hooo hooo hoooo lara lala la lara lala lara lala lara lala lala oooo hoooo hooo hooo oooo hoooo hooo hooo masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka pyaar behltaa nahin behlaane se pyaar behltaa nahin behlaane se lo main chaman ko chala veerane se shamma hai kab se juda parwaane se ashq thamenge nazar mil jaane se dil se milega deewana koi dil kaa aaj lootayega khazaana koi dil ka masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka mil ke wo pehle bahot sharmaayegi mil ke wo pehle bahot sharmaayegi aage badegi magar ruk jaayegi ho ke kareeb kabhi ghabraayegi aur kareeb kabhi kheench aayegi khel nahin hai manaana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka mukhde se zulf zara sarkaaunga haaye mukhde se zulf zara sarkaaunga suljhega pyaar uljh
mukhdaaaaa dekh leeeeeee dekh leeee mukhda dekh le praani zara darpan mein hoo oo oo dekh le kitna punya hai kitna paap tere jeevan mein dekh le darpan mein mukhda dekh le praani zara darpan mein kabhi to pal bhar soch le praaniiiii kya hai teri karam kahaaniiiii kabhi to pal bhar soch le praanii kya hai teri karam kahaaniiiii pata laga leeeeeee pata laga le pade hain kitne daag tere daaman mein dekh le darpan mein mukhda dekh le praani zara darpan mein khud ko dhokha de mat bandeeee achchhe naa hote kapat ke dhande khud ko dhokha de mat bandeeee achchhe naa hote kapat ke dhande sadaa naa chaltaaaaaa sadaa naa chaltaa kisi kaa naatak duniyaa ke aangan mein dekh le darpan mein mukhda dekh le praani zara darpan mein ho ooo ooo dekh le kitna punya hai kitna paap tere jeevan mein dekh le darpan mein mukhda dekh le praani
mukhde pe tere bijli ki chamak zulfon mein ghata lehraati hai chal tham ke zara chal tham ke zara aye shola badan meri jaan nikalti jaati hai chal tham ke zaraa har jalwa tera hai kaatil har ek ada dil loote har jalwa tera hai kaatil har ek ada dil loote hai chaal mein tezi jaise ek teer kamaan se chhoote jab chalti ho tum jab chalti ho tum kehte hain sabhi hatt jao qayamat aati hai mukhde pe tere bijli ki chamak zulfon mein ghata lehraati hai chal tham ke zaraa naagan ki tarah balkhati daalo na idhar tum phere naagan ki tarah balkhati daalo na idhar tum phere hain aas lagaye baithe hum jaise to laakh sapere kitna bhi zeher kitna bhi zeher naagin mein rahe jab been baje phans jaati hai mukhde pe tere bijli ki chamak zulfon mein ghata lehraati hai chal tham ke zaraa dil cheez hai khone waali isko itna na sambhaalo dil cheez hai khone waali isko itna na sambhaalo aankhon mein basa lunga main ye dil jo mujhe de daalo nadaan ho tum nadaan ho tum nadaano se har cheez
mukkoti devathalu okkatainaaru chakkanni paapanu ikkadunchaaru mukkoti devathalu okkatainaaru chakkanni paapanu ikkadunchaaru ekkadunna gaani dikku vaare kadaa chikkulanu vidadeesi dari chercha leraa mukkoti devathalu okkatainaaru chakkanni paapanu ikkadunchaaruu aali edabaatepudu anubhavinchedi vaadu alivelu manga pathi avanilo okade edukondala vaadu ella velala yandu dogaadu baaluniki thodu needauvaathadu mukkoti devathalu okkatainaaru chakkanni paapanu ikkadunchaaruu nelloori seemalo challanga shayaninchu sri ranga naayakaa aananda daayakaa thandri manasuku shaanthi thanayuniki saranu daya seyumaa neevu kshanamu yeda baayakaa mukkoti devathalu okkatainaaru chakkanni paapanu ikkadunchaaruu yella lokaalaku thallivai nee vunda pilla vaaniki inka thalli premaa koratha baruvaaye brathuku cheruvaaye kanneeru baruvaaye brathuku cheruvaaye kanneeru karuninchi kaapaadu maa kanaka durgaaa mukkoti devathalu okkatainaaru chakkanni paapanu ikkadunchaaruu gopanna vale vagachu
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Maikade Band Hariharan 05:56 16867
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Duration : 05:56   Song Number : 16867   

Mast Aankhon Mein Shama (1961) 03:27 14223
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:27   Song Number : 14223   

Mast Baharon Ka Main Aashiq Farz (1967) 05:53 20892
 
Poster of Farz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra, Aruna Irani, Babita
Duration : 05:53   Song Number : 20892   

Mast Chandni Jhoom Rahi Hai Pyar Ki Baten (1951) 03:06 38594
 
Poster of Pyar Ki Baten (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
M L Khanna
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Geeta Dutt, Mukesh
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:06   Song Number : 38594   

Mast Nazar Dekh Idhar Ek Dil Sau Afsane (1963) 04:05 13212
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Waheeda Rehman
Duration : 04:05   Song Number : 13212   

Mast Pawan Dole Re Bawarchi (1972) 04:51 41015
 
Poster of Bawarchi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:51   Song Number : 41015   

Mast Pawan Hai Chanchal Dhaara Jeet (1949) 02:55 18223
 
Poster of Jeet (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suraiya Chaudhari
Duration : 02:55   Song Number : 18223   

Masti Aur Jawaani Ho Dil Daulat Duniya (1972) 04:39 37040
 
Poster of Dil Daulat Duniya (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Helen
Duration : 04:39   Song Number : 37040   

Masti Bhara Hai Sama Parvarish (1958) 03:54 11866
 
Poster of Parvarish (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Mala Sinha
Duration : 03:54   Song Number : 11866   

Masti Mein Chhed Ke Haqeeqat (1964) 04:24 13316
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vijay Anand
Duration : 04:24   Song Number : 13316   

Mukhda Dekh Le Praani Zara Do Behnen (1959) 03:31 15650
 
Poster of Do Behnen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Pradeep
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:31   Song Number : 15650   

Mukhde Pe Tere Bijli Ki Chamak Aadhi Raat Ke Baad (1965) 04:25 36987
 
Poster of Aadhi Raat Ke Baad (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Ragini
Duration : 04:25   Song Number : 36987   

Mukkoti Devathalu Bava Maradallu (1961) 06:11 15795
 
Poster of Bava Maradallu (1961)
 
Category
Telugu
Year- 
1961
Lyricist
Aarudra
Music Director- 
Pendyala Nageswara Rao
On Screen Actors- 
Ramanamurthy
Duration : 06:11   Song Number : 15795